Thursday 6 September 2018

Bharat Scouts & Guides Prayer


Daya kar dann Bhakti ka 
Hamain ParamatmaDena 
Daya Karna Hamari Atma main
 Shudhata Dena 

Hamare Dyan main Auvo 
Prabhu Ankho main Bas Jao
 Andhere Dil main aakar Ke 
Param Jyoti Jaga Dena

 Bahado Prem Ki Ganga 
Dilo main Prem Ka Sagar 
Hamain Aapas main miljul Kar 
Prabhu Rahana Sikha

 Dena Hamara Karma Ho 
Seva Hamara Dharma Ho Seva 
Sada Eeman Ho Seva 
Va Sevak Char Bana Dena 

Vatan Kay Vaste Jeena 
Vatan Kay Vaste Marna 
Vatan Par Jaan Fida Karna
 Prabhu Ham Ko Sikha Dena 

Daya kar dann Bhakti ka
 Hamain Paramatam Dena 
Daya Karna Hamari 
Atma main Shudhata Dena. 

No comments:

Post a Comment